Pages

Monday, April 25, 2011

Aaj bhi mughe yaad hai

Wo zulfe,
Wo aankhe,
Aaj bhi mughe yaad hai,
Wo saram se 

Ghuk jana palke unki
Aaj bhi mughe yaad hai,

Wo unka paltna,

Wo unka muh mod lena
Aaj bhi mughe yaad hai,
Wo pal bas ik pal.....

Unka wapas na laut k aana,

"AAJ BHI MUGHE YAAD HAI".

No comments: